💎 *𝗦𝗘𝗖𝗢𝗡𝗗 𝗬𝗘𝗔𝗥 𝗠𝗔𝗧𝗛𝗘𝗠𝗔𝗧𝗜𝗖𝗦*𝗚𝗨𝗜𝗗𝗘𝗟𝗜𝗡𝗘𝗦⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️>
*For MCQs*
Mathematics mei 90% MCQs aapko short questions aate hein. Or baaki 10% ke liye aapko definitions or Formulas aane chahiye._Mathematics ke Past Paper ke MCQs kam repeat hote hein. Iske MCQs ka best solution Examples,
Short Answers,
Definitions or Formulas hein._> *For Short Answers*Agar aap ne `Ch 1 2 3 5` ko as a long prepare karna hy to just `Ch 7 Complete` Short ke liye prepare karna pare ga or baki `Ch 4 or 6 ke sirf or sirf Imp SQs` kar lein to that would be more than enough… Exercise wise Imp SQs mei aap ke sath file share kar dun ga…>
*For Long Questions*
Long Questions ke liye sabb se best `Chapters 1 2 3 or 5` hain… Inko karne se na sirf long questions balke maximum short questions bhi cover ho jayein gy… >
*For Weak Students*
Aap `Chapter 1 5 and 7` Complete kar lein or baki chaps ke sirf or sirf Imp SQs kar lein… iske ilawa MCQs ek dfa Past Papers se sab kar lein to easily 60+ Marks aa sakty hain Mathematics mein…

 
				
			